Bollywood Actor And Producer Man Singh Announced the Shooting Of His New Film VEBBI From July and PLATINUM Schedule Will Also Be Completed Before November

Film  INTEZAAR  IS HORROR THRILLER AND READY FOR RELEASE

Bollywood actor and producer Man Singh ki film ” Platinum” ka agla schedule UP me lag raha hai…jo ki smuggling aur Gangwar ke upar hai… Isme man Singh action karte hue dikhayi denge… ye film Puri UP me shoot ho rahi hai aur isi saal Man Singh ki do aur film aa rahi hai…Intezaar – horror film hai jo release ke liye ready hai aur  Film “VEBBI ” Ek Suspense Thriller Hai ..

Actor & Producer Man Singh Lockdown khatam hone ke baad apni upcoming  “film VEBBI ” ki Shooting start karne ka Announce kiye hai… Ye film suspense thriller hai jo ki Youth ko relate karegi… Aajkal youngster kaise net ke jamane me Galat Rashte me Chale Jaate hai aur Jaane Anjane me Crime ke Jaal me Fas jaate hai. Ye Film Youth ko Jagruk Karegi… Kuch din pahle he unse  Andheri wale office me mulaqat hui jaha abhi halat par aur aane wale film ki shooting ke baare me baat hui… “Man Singh ” Ki Film ” INTEZAAR” puri tarah se ready hai ye horror film hai jisme Bollywood ke Mashoor “Singers Yasser Desai  “, ne gana gaya hai jiska Jadoo Public me sar chadh kar bolega, Intezaar hai theatre chalu hone ka phir Intezaar ka intezar khatm hoga aur wo cinema gharo me hogi .

  

Aapko bata dete hain ki “Man Singh ” ki film ACID jo January me release hui aur darsako ka pyaar batora ab wo digital platform” Vodafone play & Airtel  Xstream aur SHEMAROO par bhi aa gayi jaha logo ka accha response mil raha hai… Aapko maloom hai jaise ” Film ACID ” January me release hui thi ” Film Chappak  “ke pahle jisme critic’s ne bhi accha response diya tha aur ACID National Award me bhi gayi hai… Baki Digital platform par bhi public bahut pasand kar rahi hai .

P.R. PROMOTION BY DSA BOLLYWOOD CHANNEL DIVYESH SATISH AGARWAL8108925888

  • Related Posts

    Yagnesh Sharma Is Actor Of Rare Calibre, Also Entrepreneur & Social Worker, His Gujarati Film Layak Nalayakk Released Successfully Recently

    Yagnesh Sharma is actor entrepreneur & social worker. Born in Narsinghpur, education practising in Amarwada, Chhindwara, Madhya Pradesh In A Family Of Docters & Engineers, But Yagnesh was fond of…

    अभिनेता हरीश कुमार का वादा: “एक्टर केनील मोदी मेरी हर फिल्म में होंगे!”

    मुंबई: मॉडलिंग की दुनिया में अपनी दमदार परफॉर्मेंस से पहचान बनाने वाले और इन दिनों रंगमंच पर सक्रिय एक्टर केनील मोदी को हाल ही में फिल्म इंडस्ट्री के जाने-माने वयोवृद्ध…

    You Missed

    “CONTINUUM” A Solo Art Exhibition By Artist Dr. Shefali Samir Bhujbal In Jehangir Art Gallery

    • By admin
    • October 16, 2026
    • 20 views
    “CONTINUUM” A Solo Art Exhibition By Artist Dr. Shefali Samir Bhujbal In Jehangir Art Gallery

    Alia Bhatt’s Brand Ed-A-Mamma Celebrates Six Years

    • By admin
    • October 16, 2026
    • 17 views
    Alia Bhatt’s Brand Ed-A-Mamma Celebrates Six Years

    गोल्डन ट्री गारमेंट्स बने ‘द ग्रैंड क्राउन इंडिया 2026’ के स्पॉन्सर, फैशन और आत्मविश्वास के अनूठे मंच को मिला सहयोग

    • By admin
    • October 15, 2026
    • 28 views
    गोल्डन ट्री गारमेंट्स बने ‘द ग्रैंड क्राउन इंडिया 2026’ के स्पॉन्सर, फैशन और आत्मविश्वास के अनूठे मंच को मिला सहयोग

    पावरस्टार पवन सिंह की फिल्म ‘लखन सिंह’ का ट्रेलर ‘ईगल भोजपुरी मूवीज’ 17 अक्टूबर को सुबह करेगी रिलीज

    • By admin
    • October 14, 2026
    • 24 views
    पावरस्टार पवन सिंह की फिल्म ‘लखन सिंह’ का ट्रेलर ‘ईगल भोजपुरी मूवीज’ 17 अक्टूबर को सुबह करेगी रिलीज

    सुपरस्टार रितेश पांडे का भक्ति भाव से परिपूर्ण देवी गीत ‘आवतारी बघवा से’ वर्ल्डवाइड रिकॉर्ड्स ने किया रिलीज

    • By admin
    • October 14, 2026
    • 19 views
    सुपरस्टार रितेश पांडे का भक्ति भाव से परिपूर्ण देवी गीत ‘आवतारी बघवा से’ वर्ल्डवाइड रिकॉर्ड्स ने किया रिलीज

    गंगा पचिसिया – भारतीय संगीत की मधुर स्वर-साधिका — भक्ति, सुरों और सांस्कृतिक विरासत का सुंदर संगम Soulful Mehfil.

    • By admin
    • October 14, 2026
    • 23 views
    गंगा पचिसिया – भारतीय संगीत की मधुर स्वर-साधिका — भक्ति, सुरों और सांस्कृतिक विरासत का सुंदर संगम  Soulful Mehfil.